Ak sehra say samandar ka guzarna kesa?
Aye meray dil na pareshan ho, tanha ho kar,
Wo teray saath chala kab tha, bicharna kesa?
Log kehtay hain k gulshan ki tabahi daikho,
Main to veraan sa jungle tha, ujarna kesa?
Daikhney main to koi dard nahi, dukh b nahi,
Phir ye ankhon main yuon ashkon ka ubharna kesa?
Bewafa kehnay ki jurrat b na karna usko,
Usney iqraar kiya kab tha, mukarna kesa?
Comments
0 comments to "Angry SMS"
Post a Comment