main dekhta raha wo nazren churata raha
wo hum se apna daman bachata raha
kareb tha humare aur khud ko door btata raha
nhi saath gawara tha tu keh deta
younhi humen tarsata,apna dil lubh-hata raha
hum per apni kari gari azmata raha
kia karta dard-e-dil ka elaj shiraz
khud ko kabhi jalata kabhi bujhata raha
(shiraz)
aakhir aa hi gaya us ko hunner zmane ka
humen bhi ab yaro shoq na raha usy pane ka
Comments
0 comments to "Angry SMS"
Post a Comment