Go baag_baan ye kanj-e-chaman mujh se chhiin lay
Gar ehataraam-e-rasm-e-vafaa hai to ay khuda
Ye ehataraam-e-rasm-e-kohan mujh se chhiin lay
Manzar dil-o-nigaah kay jab ho gaye udaas
Ye be-fazaa ilaaqaa-o-tan mujh se chhiin lay
Gul_rez meri nalakashi se hai shakh shakh
Gul_chin ka bas chalay to ye fan mujh se chhiin lay
Sichi hain dil k khoon se main nay ye kyariya
Kis ki majaal mera chaman mujh se chhiin lay
Comments
0 comments to "Angry SMS"
Post a Comment